1. us ki dalaalat dyeehati shakhs, khadim aur khasi pa hoti hai.
2. shutr murgh ko gardan se zibah karna apne khadim ke saath lawatat ka maamla karne ki taraf ishaara hai.
3. kisi aalim faqeeya shakhs ke liye kisi hukumran peshwa ke shutr murgh ko paana hukum aur auhda qaza milne ki daleel hai. aur agar sahibe khwab faqeeya nahin hai toh daleel hai ki qazi (haj) us ke zair dast aayega. ya taabeer hai ki sahibe khwab wilayat hukumrani paega.
0 Comments: