Shyrni
Laboot (shyrni)
1. us ki taabeer shareer qism ki tarash rahe bachchon ke saath muhabbat karne wali aurat hai aur us ki taabeer badshah ki beti bhi hai.
2. kisi ne dekha ki woh shyrni ke saath jamaa kar raha hai toh woh sakht shiddat se nijaat paega aur apne kaamon par haawi hoga aur apne dushmanon par ghalba haasil karega. aur agar haalate jang main shyrni dekhe toh bahut se shahron par fatah haasil karega.
3. jo shyrni ka doodh piye toh woh badshah se maal paega aur apne dushman par ghalib hoga.
4. shyrni ka gosht khana azeem mulk o quwaat haasil karne ki daleel hai.

0 Comments: