Hazarat karmani rehmatullah aleh ne farmaya hai ke jism par aabla khwab me dekhe to us ameer ki daleel hai ke us ko haraam milega.
Hazarat jaafar saadik rehmatullah aleh ne farmaya hai ke jism par aabla ka dekhna 5 wajah par hai.
1. Jyadati maal.
2. Aurat milegi.
3. Bachcha paida hoga.
4. Muraad puri hogi.
5. Agar aabla safaid hai to khauf se aman payega.
0 Comments: