Hazarat ibrahim karmani rehmatullah aleh ne farmaya hai ke (kapado ka bunana aur chizo ke batane ka bayaan haraf baa me ho chuka hai) agar khwab me dekhe ke kapada sara bun liya hai – daleel hai ke gumnaak hoga.
Jolaha
Khwab me us ko kaamo' tangiyo' safar' aur mushkilaat ki aasaani k daleel hai – kabhi is ka dekhna mariz ki maut aur us ki tadfin ki taraf isharah hota hai.
0 Comments: