1. Ek dusre se doori.
2. Esa kaam jo bagair waju ke sar anjaam diya jaaye’ chunaanche khwab me junubi hona bedaari me kisi jarurat ko bagair waju ke sar anjaam dene par dalaalat karta hai, khwab dekha junubi haalat me namaz pad raha hai to tabeer ye hai ke wah kisi nek kaam ke lie safar karega, aur ba-aj ke nazdik ye khwab us ke deeni fasaad par dalaalat karta hai aur ba-aj ahal tawil ke mutabil khwab me junubi hona bedari me mu-aamlat ke mushtahab hone par daleel hota hai aur junubi ho kar gusal karne ke lie pani na milna duniyavi ya aakhiravi matlub ke hasul me mushkil paida hone par dalaalat karta hai.

0 Comments: