khwab mein Mail Kuchail dekhna


1. uski dalaalat qarz marz ya mashkkat main daalne wale safar par hoti hai.

2. badan aur chahre par mail kuchail laga dekhna kasrat gunah ki alaamat hai.

3. khwab main apne jism baal ya kapdon main mail kuchail dekhna wa pareshani main mubtala hone ki alaamat hai.

4. maile kapde gunahon ki alaamat hain.

5. aur agar kuchail chiknahat ki soorat main ho toh us ke duniyawi amoor main fasaad waqe hone ki taraf ishara hota hai.

6. khwab main apne kapon ko mail kuchail se saaf karna gunahon se tauba karne aur gunahon ke muaaf hone ki daleel hai.

7. khwab main mayyat ko maila kuchaila dekhna us ke deeni fasaad ki taraf ishara hai.

8. kaanon ke mail tariyaq par dalaalat karta hai.

9. khwab main kaanon ke mail kuchail ko saaf karta hua khud ko dekhna khush karne wali khabar aur khush khabari sunne ki daleel hai.

10. kisi ne khwab dekha ki woh apne kaan ke mail kuchail kha raha hai toh ishara hai woh ladkon se dilchaspi rakhta hai ya tabeer hai woh kisi ayese kaam main padh jayega jis ki wajah se sakht ghaiz o ghazab ka ishara hoga is liye ki kaan ke mail kadwe hote hain aur har kadwi cheez tabeer ke aatbaar se behtar nahin hoti hai siwaye dawa ke us ki tabeer behtar hai.

11. apnekaanon main bahut saare mail kuchail dekhna fazool qisam ki baatein sunne ki alaamat hai aur agar kaan band na hon toh us ki tabeer dushmanon se mahfooz hone ya shar ke darwazon ke band hone se ki jaati hai.

12. agar us se kaan bhi band ho gaya toh ye gham o pareshani takleef wa amraaz main hone ki taraf ishara hai.

SHARE THIS

Author:

Etiam at libero iaculis, mollis justo non, blandit augue. Vestibulum sit amet sodales est, a lacinia ex. Suspendisse vel enim sagittis, volutpat sem eget, condimentum sem.

0 Comments:

عجائب القرآن مع غرائب القرآن




Popular Tags

Islam Khawab Ki Tabeer خواب کی تعبیر Masail-Fazail waqiyat جہنم میں لے جانے والے اعمال AboutShaikhul Naatiya Shayeri Manqabati Shayeri عجائب القرآن مع غرائب القرآن آداب حج و عمرہ islami Shadi gharelu Ilaj Quranic Wonders Nisabunnahaw نصاب النحو al rashaad Aala Hazrat Imama Ahmed Raza ki Naatiya Shayeri نِصَابُ الصرف fikremaqbool مُرقعِ انوار Maqbooliyat حدائق بخشش بہشت کی کنجیاں (Bihisht ki Kunjiyan) Taqdeesi Mazameen Hamdiya Adbi Mazameen Media Zakat Zakawat اِسلامی زندگی تالیف : حكیم الامت اِسلامی زندگی تالیف : حكیم الامت مفسرِ شہیر مفتی احمد یار خان نعیمی علیہ رحمۃ اللہ القوی Mazameen mazameenealahazrat گھریلو علاج شیخ الاسلام حیات و خدمات (سیریز۲) نثرپارے(فداکے بکھرے اوراق)۔ Libarary BooksOfShaikhulislam Khasiyat e abwab us sarf fatawa مقبولیات کتابُ الخیر خیروبرکت (منتخب سُورتیں، معمَسنون اَذکارواَدعیہ) کتابُ الخیر خیروبرکت (منتخب سُورتیں، معمَسنون اَذکارواَدعیہ) محمد افروز قادری چریاکوٹی News مذہب اورفدؔا صَحابیات اور عِشْقِ رَسول about نصاب التجوید مؤلف : مولانا محمد ہاشم خان العطاری المدنی manaqib Du’aas& Adhkaar Kitab-ul-Khair Some Key Surahs naatiya adab نعتیہ ادبی Shayeri آیاتِ قرآنی کے انوار نصاب اصول حدیث مع افادات رضویّۃ (Nisab e Usool e Hadees Ma Ifadaat e Razawiya) نعتیہ ادبی مضامین غلام ربانی فدا شخص وشاعر مضامین Tabsare تقدیسی شاعری مدنی آقا صلی اللہ تعالیٰ علیہ وآلہ وسلم کے روشن فیصلے مسائل و فضائل app books تبصرہ تحقیقی مضامین شیخ الاسلام حیات وخدمات (سیریز1) علامہ محمد افروز قادری چریاکوٹی Hamd-Naat-Manaqib tahreereAlaHazrat hayatwokhidmat اپنے لختِ جگر کے لیے نقدونظر ویڈیو hamdiya Shayeri photos FamilyOfShaikhulislam WrittenStuff نثر یادرفتگاں Tafseer Ashrafi Introduction Family Ghazal Organization ابدی زندگی اور اخروی حیات عقائد مرتضی مطہری Gallery صحرالہولہو Beauty_and_Health_Tips Naatiya Books Sadqah-Fitr_Ke_Masail نظم Naat Shaikh-Ul-Islam Trust library شاعری Madani-Foundation-Hubli audio contact mohaddise-azam-mission video افسانہ حمدونعت غزل فوٹو مناقب میری کتابیں کتابیں Jamiya Nizamiya Hyderabad Naatiya Adabi Mazameen Qasaid dars nizami interview انوَار سَاطعَہ-در بیان مولود و فاتحہ غیرمسلم شعرا نعت Abu Sufyan ibn Harb - Warrior Hazrat Syed Hamza Ashraf Hegira Jung-e-Badar Men Fateh Ka Elan Khutbat-Bartaniae Naatiya Magizine Nazam Shura Victory khutbat e bartania نصاب المنطق

اِسلامی زندگی




عجائب القرآن مع غرائب القرآن




Khawab ki Tabeer




Most Popular